http://www.jang.com.pk/jang/mar2010-daily/10-03-2010/america.htm
Karachi ko Taliban ka garah promote karnay walay yeh khaber afsos se parh lein .
Karachi mein Taliban na hain ,na kabhi thay ,na Karachi walay aany dein gay .
hum saray Karachi waly aik Mini Pakistan hain.
hum rozgar ki talash mein aanay waly apnay piyary Pathan ,Sindhi ,Balochi ,Punjabi ,Kashmiri bhayon ko khulay dil se welcome kartay hain....
Karachi sub se bara shahar Pakistan ka ...
iska Dil bhi sub se bara hay ....
thorr dilay mafia gang ko jald hi Karachi se nikalna hoga .inshallah