Assalam-o-Alaikum-Warahmat-ULLAH ALL,
Discuss » Video Links
Is pe dil Qurban, is par jaan! bhi qurban hai
(3 posts)-
Posted 2 years ago on 28 Dec 2009 18:17 #
-
Nice poetry, Haris Khan
Posted 2 years ago on 28 Dec 2009 18:38 # -
[The following classic is just as applicable to a wordly beloved as it is to the Lord or an homeland.... read into it what you will...]
Ho tujh pe qurbaan meri jaan
mera dil mera imaanyaari meri kehti hai
yaar pe kar de sab qurbaanhoy qurbaani, qurbaani, qurbaani
Allah ko pyaari hai qurbaanisaaey mein talavaaron ke daavey hain diladaron ke
dushmanon ke jaani dushman
yaar sachche yaaron kehum yaar sachey yaaron ke
ho aandhii aaye yaa tufaan yaar
khade hain seena taan
yaari meri kehti hai
yaar pe kar de sab qurbaanhoy qurbaani. qubaani, qurbaani
Allah ko pyari hai qurbaaniyaar aisa mil gayaa dil hamaara khil gayaa
haath mein jab haath aaya
ye zamaana hil gayaho do haathon ki dekho shaan
ye Allah hai ye bhagavaan
yaari meri kehti hai
yaar pe kar de sab qurbaanhoy qurbaani, qurbaani, qurbaani
Allah ko pyari hai qurbaaniyari meri kehti hai
yaar pe kar de sab qurbaanhoy qurbaani, qurbaani, qurbaani
Allah ko pyari hai qurbaaniPosted 2 years ago on 29 Dec 2009 19:39 #
Reply
You must log in to post.